Mobile Number Se CNIC Maloom Karna Sekhe

Agar aap Jazz/Warid, Telenor, Ufone aur Zong sim ki ownership check karna chahte hai. to is Article me ham aapko mobile number se cnic maloom karna sekhaye ge.

Bohat se log apne CNIC se mobile number janna chahte hai, lekin is par pehle article likh chuke hai.

Mobile Number Se CNIC Maloom Karna Sekhe

Mobile Number Se CNIC Maloom Karna

Mobile number se CNIC check karna aik asan kam hai. aap sirf koch second me apni kisi bhi sim ka CNIC maloom kar sakte hai. Niche tammam network ko alag alag kar ke bataya gaya hai, Isliye ke aap jis network ka sim istmal kar ke cnic check karna chahe sirf ossi ka tarika aap asani se yaha se hasil kar sakke.

Jazz ya Warid Mobile Number se CNIC Maloom Kare

Apne Jazz aur Warid sim number ki details pata karne ke liye apne number se “MNP” likh kar 667 par bhejhe charges 2.45 rupee hai.

Aap ke number ki owner maloot bazriya SMS aapko masool hogi. Jis me…

  • MISISDN Number
  • Name
  • CNIC
  • IMSI
  • Activation-Date
  • Connection-Type

Jaisi maloomat Shamil hogi.


Telenor Numer se CNIC Check

Telenor sim ka istmal karte huwe aap “MNP” likh kar 667 par SMS send kar dain charges 2.39 rupee honge. Koch waqat me aapko Message masool hoga jis me SIM ke owner(malik) ki CNIC majood hogi.


Zong SIM se CNIC Check Karna Sekhe

Apne Zong number ki malqiat janne ke liye Zong sim se “O” likh kar 7911 par SMS bhejain bilkol free. Jawab me SMS masool hone ki surat me owner ka CNIC aur Name aapko mil jaye ga.


Ufone SIM Number se CNIC

Ufone sim kis cnic number par registerd hai janne ke liye MNP likh kar 667 par bheje 2.46 rupee me. Jawab me CNIC number aap dekhe ge


Akhari Alfaz

Jazz, Zong, telenor, Ufone jo cnic ko check karne ki khidmat de rahe hai ham ne wo aap ke shath share ki hai. Agar kisi bhi problem ho to aap hame bataye ham aapki rehnamai kare ge.

Piyaron ke Sath Share Karen:

Leave a Comment