Aksaar log aise hote hai jo apne mobile number ko yaad nahi karte aur kabhi koch logo ko yaad kiya number bhol jata hai. Agar aap ke sath bhi koch aisa ho chuka hai to aapko pareshan hone ki zarurat nahi, kiu ke Aj hum aapke sath jo Zong sim number check karne ka tarika aur codes share kar rahe hai.
Un ki madad se aap bohat asani se koch waqat main apne Zong sim ka number pata kar sakhe ge.
Bohat c website par aapko jo codes aur tarike bataye ja rahe hai wo number ko check karne main nakam ho rahe hai. Isi liye ham aik unique tarika share kar rahe hai.

Zong SIM Number Check Karne ka Tarika 2021 me
Yaha ham 6 tarike share kar chuke hai aapke sath aur ham umeed karte hai agar aap hamare bataye gaye tarike ko folow kar ke apne Zong ki sim ka number maloom karna chahe ge to aapko kamyabi mile gi.
1 Method:
Balance majood na hone par scratch card load karwaye aur Zong ki helpline 310 par call karen ya kisi dost/family ke number par call karen aapko number maloom ho jaye ga.
2 Method:
Apna Mobile number maloom kerne ke liye “MYNO” likh kar 777 per send karen sirf 2 rupee+tax SMS mein.
3 Method:
Apne CNIC pe tasdeeq shuda numbers Janne ke liye “v” aur ghair tasdeeq shuda numbers Janne ke liye khali SMS ya koi bhi lafz likh kar 7911 par muft SMS Bhejain (SMS apnay CNIC pay tasdeeq Shuda kisi number say bhejain)
4 Method:
Agar badkismati se uper bataye gaye tammam tarike se maloom nahi kar sakhe to pher is tarike ko azmane par aap 100% apna Zong ka sim number check kar sakte hai wo bhi bilkul muft main. Bass jaise ham keh rahe hai waise karen.
- *310# maliyae
- English language wale number ke sath jawab den
- Aur ab My Account wale number se reply kar den
- My Service ke number se reply karen
- Bass ab Viwe My Number ki jagha jo number likha ho jawab do
- Ab aap ki mobile screen par Apka Zong sim card ka number show ho raha ho ga.
5 Method:
Apne mobile ka dial pad khole aur *310*9*2*4# muft dial karen aur mobile ki screen par 1 second main apni majooda sim number hasil karen.
Zong SIM Number Check Codes (Galat)
Bohat se log galaltfehmi ka sekhar ho jate hai unhe sahi codes ki kam nahi pata hota aur apni sim par number check karne ke liye dial kar rahe hote hai, jin main se koch codes niche diye gaye hai.
Codes: *7772#, *0#, *1#, *2#, *3#, *4#, *5#, *6#, *7# aur *9#.
Important: Ham ne dekha hai ke bohat c sites par ye codes *0#, *1#, *2#, *3#, *4#, *5#, *6#, *7#, *9# aur *7772# bataye ja rahe hai number dekhne ke liye lekin ye codes is kam ke liye nahi hai yani aap in codes ki madad se Zong sim ka number maloom nahi kar sakte.
Zong ka Number Check Karne ka sahi Code
Zong ki Prepaid aur Postpaid sim card ka bhola gaya number ko maloom karne ke liye *310*9*2*4# code bilkul sahi hai. iske elawa uper bataye gaye tarike ka bhi istmal kar sakte hai.
Aur Agar aap MBB/Internet SIM card istmal kar rahe hai to pher is ka number janne ke liye sirf *8# muft dial karen.
Ye bhi parhe…
- Sim Number Check Karne ka Tarika
- CNIC Par SIM Number Check Karne ka Tarika
- Mobile Number se CNIC Maloom Karna Sekhe
FAQS On How to Check Zong Sim Number
How to check my zong number?
Zong sim card ka number ko check karne ke liye *310*9*2*4# aur *8# code bilkul dial karen.
How can I know my Zong Sim number?
Apna Mobile number maloom kerne ke liye “MYNO” likh kar 777 per send karen sirf 2 rupee+tax SMS mein.
How can I check my Zong number?
*310*9*2*4# ya *310*1*9*2*4# ya *8# bikul must milaye.
How can I check my Zong number 2021?
Bas Zong SIM number check karne ka code 310924# ya 310192*4# ya *8# dial karen aur bina balance ke apni zong sim ka number janne,