Ufone ne apne customers ko bohat shandaar Packages UPower Card ke zariye dena shuru kar diye hain. UPower customers ko apni marzi se bundles select karne ki sahulat deta hai. UPower main majood tammam Cards ki qeemat bohat munasib rakhi gai hai.

Ufone UPower Cards
Ufone ne 4 UPower Rs. 30, Rs. 60, Rs. 120 aur Rs. 250 ke Cards launch kiye hain. In sabhi cards main 4 different bundles hain, Jis main 1st all-in-one, 2nd internet, 3rd all network calls aur 4th Ufone & PTCL network calls ke Options/Bundles hain.
Package Name | Details | Price |
UFone UPower Rs. 30 | Rs. 30 | |
Ufone UPower Rs. 60 | Rs. 60 | |
Ufone UPower Rs. 120 | Rs. 120 | |
Ufone UPower Rs. 250 | Rs. 250 |
How to Activate Ufone UPower Card
Ufone Upower card Rs. 30, Rs. 60, Rs. 120 aur Rs. 250 ko aap apne nearest Ufone Franchise, Service Center ya retailer se hasil kar sakte hain. Card hasil karne ke baad *123*Pasand ke bundle ka number*Card number# dial karen.
Subscribe without Buying UPower Card:- Aap bina card ko khareede apni SIM ke balance ka istmal kar ke *1234# dial kar ke apni marzi ke mutabiq UPower Card ke kisi bhi bundle ko subscribe kar ke faida utha sakte hain.
Ufone UPower Card Load
Agar aap ne Upower card khareed liya hai aur ab aap is card ke bundles ko nahi subscribe karna chahte to aap card ko apni sim main Load kar sakten hain. Apni Ufone sim main UPower ke kisi bhi card ko load karne ke liye *123*card number# dial karen.
UPower Card Codes
Name | Code |
---|---|
UPower Card | *123*Bundle*Card Number# |
Without Card | *1234# |
Balance Load | *123*Card Number# |
Terms & Conditions
- Ye bundles tammam Prepaid Customers ke liye hai.
- Ufone load se bhi UPower ke kisi bhi card ko subscribe kiya ja sakta hai.
- Ufone sim main majooda balance se UPower ke kisi bhi card ke bundle ko subscribe karne ke liye *1234# dial karen.
- Baki Minutes aur Internet mbs check karne ke liye *706# dial karen.
- UPower ke liye koi ezafi charges nahi hain.
- Ufone UPower Cards ki qeematen.
- UPower Rs. 30
- UPower Rs. 60
- UPower Rs. 120
- UPower Rs. 250