SCOM Loan Code 2022 | How to Get SCOM Loan

SIM ka balance khatam hona aik aam si baat hai. Lekin zarorat ke waqat SIM main balance 0 hona sahi nahi hai. Kiuke kisi bhi waqat aap ko emergency ki suraat main kisi jannaey wale ko call ya SMS service ke zariye rabta karna par sakta hai.

To aisi suraat main SCO ne SCOM SIM istmal karne walon ke liye Advance Loan ki service launch ki hai. Is service ka istmal kar ke SCO ki taraf se 15 ropay ka advance balance hasil kar saktein hain.

scom-loan-code

SCOM Loan Code 2022

SCOM loan code *135# hai. Is code ko dial karne ke 0 charges hain, Par jab aap apni SIM ko recharge karein ge to Rs. 2.00 Pakistani ropay khud-ba-khud katoti ho jaiyen ge.

ServiceSCOM Loan
Loan Code*135#
ChargesRs. 2.00

How to Get SCOM Loan

Ham ne opper SCOM loan code share kiya hai. Lekin ho sakta hai ke koch logon ko code mobile main dial karne ke bad loan hasil karne ka tarika na maloom ho. To ese liye ham ne Code dial kar ke loan hasil karne ka tarika niche tammam maloomat share kiya hai.

  • Mobile ke dial pad kholein aur *135# milaein.
  • USSD Menu khol jaiye ga Ab “1” likh kar Send karein.
  • Ab aap ki SIM main balance kamyaabi se shamil ho jaiye ga.

Note:- Agar aap pehle se he Advance loan le chuke hain to aap ko dobara loan nahi diya jaiye ga. Lehaza aap ko SIM ko recharge karne ki zarorat hai.

Last Words

SIM main advance loan lene ke liye kabhi na kabhi zarorat par jati hai. Agar aap ke kisi azzez ke pas SCOM ki sim hai to aap ose ye post share karein. Agar aap ka SCOM loan hasil karne ke barey main koi sawal hai to comment main pochein.

Piyaron ke Sath Share Karen:

Leave a Comment