Jazz Card Load Karne Ka Tarika 2022 Me

Aj es post main aap jane ge jazz card load karne ka tarika kya hai. aap apne jazz ya mobilink sim pe bohat asan tarike se jazz ka card feed kar sakte hai.

jazz card load karne ka tarika

Jazz Card Load Karne Ka Tarika in Urdu

Aapke pass jo jazz ya mobilink card hai ose scratch kare aur aapne mobile main dial option me ja kar dial kare *123*scratch card number# aur call button dabaye aapka card aapke sim main recharge ho jaye ga.

NetworkJazz & Mobilink
RechargeBalance
PriceFree
Code*123*card number#

Note: Card ko scratch karte time yad rakhe ke koi hindsa mit na jaye aur card par 14 hindso ka code aap mobile par sahi milaye ge tu card aapke sim main save hoga.

Jazz Card load karne ka Tareeqa (Practically Method)

Sabse pehle aap Dial pad ko open kare aur *123* mila kar 14 hindso ka code likhe aur # likh kar niche call button par click kare aur aapke sim main card feed ho jaye ga.


Ye bhi Parhe:


Muje ummed hai aap ko pata chal gaya hoga ke Jazz card load karne ka tarika kya hai agar apka koi sawal hai tu comment kar ke poch sakte hai. post achi lagi hai tu dosto ke sath share kare.

Piyaron ke Sath Share Karen:

Leave a Comment